/ Undifined / Website me Copy karne se Roke [Disable Text Selection]

Website me Copy karne se Roke [Disable Text Selection]

Hello Blogger, Agar aapka blog hai or aap mhanat karke badiya post uspar dallte hai to aap ye bilkul nahi chahege ki koi aapki post ko copy karke apne blog par daal de..
Me Phele hi bata chuka hu ki Dusre ki website se copy karne ke kya kya faiode hai or kya kya Nuksan, agar aapne wo post nahi padi hai to aapko padni chaiye.

Jan ham koi Post likhte hai to uske liye phele ham uski puri jankari jutate hai sab jabha se or fir usko ache se acha karke apne visitor se share karte hai jisse unki help jo sake.. Par Kuch New Blogger jinko uski jada jankari nahi hoti wo kya karte hai disre jo bhi blog hote hai unki post ko copy karke apne blog me dalte hai, or unko lagta hai ki jada post hogi to jada visitor aayege or usse jada income hogi.. par aesa hota bilkul bhi nahi hai.
To Aaj ham is post me janege ki ham kaise logo ko hamari post ko copy karne se rok sakte hai.. Copy karne se rokne ke bhut se tarike hai..
  1. Mouse ka Right Click Disable kar sakte hai
  2. Text ko select Disable kar sakte hai
  3. Ctrl+U Disable kar sakte hai
  4. Credit link add kar sakte hai agar koi copy kare to.
  5. Agar koi copy kare to usko warning Message de sakte hai.
  6. Image me Watermark add kar sakte hai.
  7. Agar koi fir bhi copy kar leta hai to ham uski Report Google me karke usko Delete bhi karwa sakte hai.
To dosto ab aap samaj hi gaye hoge ki agar aap mhanat karke apni post publish karte ho to usko kaise bacha sakte ho.
To Chaliye Jaante hai kaise ham Apne blog me logo ko hamare ji post hai unke text ko select karne se rok sakte hai taki wo usko copy na kar sake.

Website me Text slection ko Disable kaise kare

Ye karna bhut hi aasan hai, iske liye sirf hame ek CSS ka code hai jo hame hamare blog ke home page me add karna hai.. to chaliye dekhte hai konsa code hai or kaha add karna hai.
Agar aap chate hai ki aapke blog me ek sabd bhi copy naa ho to aap is code ko add kare
ye jo Code hai isko site me add karne ke baad site par ek bhi sabd ko select nahi kar sakte.. par agar aapki site par aap kuch aesa contant dalte hai jisko aap chate hai ki aapke visitor copy kar sake, jese Quotes bagera to uske liye aapko niche ka code add karna padega.
ye jo dusra wala code hai, isko add karne ke baad ham jo bhi text blockquote me add karege usko select karke copy kiya ja sakega..
Ab jo CSS ka code hai usko blog me add karna hai.. Blogger me kaise CSS Code add karte hai uski jankari yaha hai. or WordPress me bhi Text widget add karke usme is code ko add kar saktge hai.
To Dosto aap is trha aasani se apni post ke text ko select karne se rok sakte ho.. jisse log aapki post copy na kare.. par sabse jaruri to hai ki jo copy kar raha hai usko samaj me aaye ki copy karne se koi faida nahi hai.. fir bhi ham jitna hamari taraf se kar sakte hai unta to hame karna hi chaiye.

about author

Blogger Sens it website about blogger templates and blogger widgets you can find us on social media
Previous Post :Go to tne previous Post
Next Post:Go to tne Next Post

No comments:

Post a Comment